Re: —> Congrats! AQ <—
aftaar kaY ba’ad bataaouN gaa ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
aftaar kaY ba’ad bataaouN gaa ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
itna mat parha karo - thak jao gey ![]()
yeah bus 24 to mental hospital jati hai na - kiya hoa - pakray gaye thay kia ![]()
konsay doctor unkil aur kiya puchna hai
Re: ---> Congrats! AQ <---
kyon clue kay saath khaaney peeney ko bhi milay ga kia :)
Re: —> Congrats! AQ <—
bus app jaisi adad ho gaye hai ![]()
haan theek kaha app nay..
main gaya wahan par to wo bolne lagay.. App lay ja saktay hian.. i wz like..kiss ko?? bolne lagay .. apni aunty ko…
main nay Kaha NAHINNNNNNNNNNNNNn…aisa nahi ho sakta… itni muskil say to wo pagal hoee theen :cryign:
aik he unkil hai thread main.
Re: —> Congrats! AQ <—
jub app say koi baat nahi ker rahay to app kion free honay ki koshish ker rahee hain * hoounh *
Re: —> Congrats! AQ <—
itni lambi aur dardnaak story
.
chalo shabaash ro nahi
. ab kya kia jaye ![]()
Re: ---> Congrats! AQ <---
jee haan bandi bare aqal mand hay : P
Re: ---> Congrats! AQ <---
bandaa banno bandaa :P
Re: —> Congrats! AQ <—
lakin mujhay to nahi jama kerna CHANDA : P
Re: ---> Congrats! AQ <---
iss tarah tau naheeN challaY gaa tumhaara dhandhaa :P
Re: ---> Congrats! AQ <---
sub chalta hay bus hath main hona chaeye DANDA jhanda
Re: ---> Congrats! AQ <---
kiyaa tumhaaraa dil chaah raha hai khelnaY ko EMPRESS BHANDA halo
Re: ---> Congrats! AQ <---
dil ki na poocheye woh to hay ik dum Thanda
Re: ---> Congrats! AQ <---
kiyaa baazaar-e-mohabbat kaa kaarobaar hogayaa hai MANDAA bummer
Re: ---> Congrats! AQ <---
muhabat kay bazar ja kar hum hoye bare sherminda :teray1*
Re: ---> Congrats! AQ <---
gar aataY hamaaraY pass tau hum pilaataY aap ko Marinda blush
Re: —> Congrats! AQ <—
![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
AQ, Congratz on your 40K. ![]()
You made it ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
arey..abhi aap to sirf 2400 per he hain…:aq:…woh kyon…