Re: ---> Congrats! AQ <---
congratulations...AQ..!!
Oh have i done that before..??
Re: ---> Congrats! AQ <---
congratulations...AQ..!!
Oh have i done that before..??
Re: —> Congrats! AQ <—
Naiki kaa kaam baar baar karnaY saY koi farq naheeN paRtaa ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
bhai maiN saabir shaakir qism kaa bandaa hooN.. aik saY hee kaam chalaa looN gaa ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
yea sabir aur shakir kesay banday thay kia unhoon nay b aik say he kaam chalaya tha
wesay agar aap b sabir aur shakir jesay hain to aap ko 2 karni parhay ge dono ke aik aik ko add karien to answer 2 ata hay ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
bayak waqt naheeN karooN gaa ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
meri to koshish ho ge k ik say b bacha jaiay ![]()
yea hamara he future kyo ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
Aik ky kam nahi chaly ga pr ibrat dila rahi hon is ny bhi do char ka soch atha shaid pehly wali nykia halat kr di:D
Re: —> Congrats! AQ <—
agar bayal waqt nahi karein gay to na he aap sabir hon ga aur na he shakir ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
So sudden death ky bjay sisak sisak ky marny ky irady hain:omg:
Re: —> Congrats! AQ <—
maiN bayaq waqt saabir aur shaakir aik saath naheeN ho saktaa ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
sirf mji par is ibrat ka zor kyo hay ![]()
mai nai khailta ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
phir oper kyo likha tha ![]()
wesay ho b saktay hain aap mujay kia pata ![]()
Re: —> Congrats! AQ <—
alag alag waqt maiN hotaa hooN ![]()
Re: ---> Congrats! AQ <---
congaaaaaaaaatsssssss....:)
Re: —> Congrats! AQ <—
Hum Hakeem{kushtay…}AQ ky bary main tumhi yaqeen hy ky aik kafi nahi hogi;) How do U know That:eek:
Re: —> Congrats! AQ <—
acha jaldi jaldi bataien k is waqt aap koon say walay hain Sabir ba SHakir