CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

dou phaintion pay eik kafan muft daiti hoo kia?:hoonh:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

saareyy raaz khol doon…:hoonh:





waisay compny ka naam hai HIT 4 HIRE…


Hamari motto hai * We Deliver !*

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

chalo phir 2 kilo doodh,anday,double roti,chicken,beef 4 killo/e deliver karoo
paisay khatay main likh laina

:chai:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

Aaj ka ishpecial khana hai........:ASA:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

phir tum hee khao :vivo:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

mein apnay haathoon se khelaongi na.......:@:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

congrats :bb:
hamara no pata nahi kab aaye ga :waiting:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

tum tau kab say mujhay apny hathon say khilanay kay khwab daikh rai hoo :bulbuli:
:cb:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

Thx BL…:blush:


tumhara bhi turn ayegaaa …laga raho munna bhai…:wink:

woh din bhi ayegaa…:asa:

:@:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

ju wish aunty ju wish :chai:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

no fryer bhaiyyaa U WISH !..:barbie:

:@:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

:kiss:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

PAKER LIYA MEINE…FINALLY…PAKER HI LIYAAAA LOL…u know who i m rite? :smiley:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

^ mujhay pakroooo kaasss kay
kabhi choornay ko nahen kahoon ga :bb:
ps-puri pagal hoo ya adhe pagal?

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

hwwwww :snooty:
i m still waiting for my certificate in pagalpan…lekin expected score 75% hai…agey apki duain chahiye:halo:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

main adha pagal hoon ji :wave:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

achaaa....yani abhi new new aai ho is field mein..koi baat nahi...time ke sath u will gain ur PHD soon...PHD Degree = Phira Hua Dimagh

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

Dimagh hoo ga tau PHD hoo gi na :phati:

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

Hain!! phir to mayoosi hi mayoosi hai…dimagh bina banda pagal ho hi nahi sakta pagal hone ke liye dimagh hona bohet zaroori hai

Re: CONGRAAAAAAAATTTSS SHEYN

abb nahen diya upper walay nai tau kia karoon
sooch hartal karr doon kia?:hoonh: