Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
whos blushing…
itni thappar lagana ke baad aaisa hi hota hai:blush:
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
whos blushing…
itni thappar lagana ke baad aaisa hi hota hai:blush:
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
oh achaa aap ka moonh waisey red ho giya hai … dard to hui ho gi … lekin why u smiling with a red face :halo:
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
kisi ne mjhe yaad lkiya? rahul ye lo:femmefatale:
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
ji aap bhai ne aap ko yaad kiya hai … kidher thein aap … chalo ab aa gae hein ..to yeh lo …out of date japphi … ![]()
aur asli kaam to ab hona hai … aaap ki guzaarish k mutaabiq … k337 aur un ka rahul ke liye .. taaza taaza ..subuh ka naashta ..
4 5 karaarey karaarey thapper .. ![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
baaji jaan .. your wsh my commad …
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
dard main bhi hasna parta hai nahi to sweetu ji aur lagain gi
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
^vohi tho,>>>>>:blush:<<<<<<yehi haal hotha hai na moun ka ithnay thappar kahne k baad
ab is main mera kya kasur ye tho khud keh rhi hai k mjhe maro sweetu ji mjhe maro ab main na tho nhi kar sakthi na:halo:
bechari ne pehli baar kuch manga n main na doun ye ho nhi sakta
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
main kuch aur bhi maang sakti hoon:hoonh:
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
jo maangna hai ..aj maang lo warna phir baaji ka mood kharaab ho giya to nahin miley ga .. aur mein bhi aap k liye safaarish karon ga k jo aap maangein woh aap ko mil jaaey ![]()
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
k337 mang lo jo mangna hai main kaam pe houn but pir b koshish karoun ghi k de doun
*thinkin wat cud she want:konfused:
hi fbi am at wrk n so damn bored na kisi ne aj thappar b nhi manga ![]()
Re: ~* CoNGGGGraTs 2 SwEeTu *~
aap ka aaj bhi dimaagh khapaaya hai kai ..
maybe thas why ur bored ..
hiya baaji .. kiyon bored ho .. koi customer nahin hein to khud hi beht jaao and serve yourself and khoom jamaa k khaao …
ps. kitni dafa kaha hai for moments like this ..get msn on the work pc .. ![]()