... confused.kam

Re: … confused.kam

Ab tou aadat si hai mujh ko, aisay online aaney mein :bummer:

Re: … confused.kam

:rolleyes:

Re: ... confused.kam

wo lamhay ...............................

Re: … confused.kam


Zindagi sai koe shiQwa bhii naheen hai… ab tou online houn mai iss dheelai sai dhagai main… :bummer:

Re: … confused.kam

hmm okay ..

Re: ... confused.kam

Takhliya!

Ab alam panah k naashtey ka time ho gaya hai. Hum naashta kar k aatey hain. Yeh mehfil barkhawast kee jaati hai.

Takhliya!

Re: … confused.kam

:smiley:

mujhey bhi :hula:

Re: ... confused.kam

janay kaha giay wo din flooding kartay thay jab ham dilbar k

Re: … confused.kam

ye murseyai kis khushe mai rou rhai ho .. :bummer:

Re: … confused.kam

coz itna sannata jo hay GS par :bummer:

Re: ... confused.kam

uffff yeh itni subah subah (woh bhi Saturday morning) kia shor macha rakha hai,

Re: … confused.kam

pakistan mien yea suba nahi hay balkay shaam ho rahi hay

Re: … confused.kam

din kai 3:00 bajai hain yahan .. :smash:

Re: … confused.kam

lekin aap khud tu so rahay thay subah 9-10 bajay :smash:

Re: … confused.kam

tu bhai Pakistani raat kay waqt thoRi soya tha main :bummer:

Re: … confused.kam

to aap so jatay miennay kab manah kiya tha :hoonh:

Re: … confused.kam

eik tu itna shor ker rahay aur kehtay mai nay kia kia :smash:

Re: … confused.kam

aap mujay khamkhawa he maar rahay hein main nay kuch nahi kiya mein to aram say baitha howa hoon :crying:

Re: … confused.kam

naheen na… :frowning: 8:00 bajai sai office mai hon .. :bummer:

Re: … confused.kam

Saturday ko bhi, khairiat tu hai?