Re: confused ghadha & dania2000
hahaha.. sirf teen log.. ? lolzz..
EMM.. lagta hai porra truck lana paray gaa tissu ka tumharay liyay :p
han jee palay palay bahcoun..
ohie huwa youn. keh online GS peh aayay kissi aur nick say.. :p yes.. aaj pata chal raha hai keh hum dual nick hain.. find out who i was.. :D
phir jab hum is nick say aayay CG.. to phir interst jaga kafee jagah.. matlab not one.. but many.. wisya bhi hum thora innovative and creatie mind rakhtay hain.. ;)
phir.. hamaray Pmmail box main kuch messages ayay.. :D jin main miss Dania ka bhi msg tha.
....
to b cont..
:p