confused gadha

Re: confused gadha

agar soch soch ke chashmay lag rahay hotay... to meri poori family + susraal, sabb einsteins aur illama iqbal hotay aur canada ulat chukay hotay.. prince charles ki jaga hamaaray walid nov11 ki parade karwa rahay hotay aur ribbon kaatnay ke liyay hamaari mata shiri ko bulaaya ja raha hota..