Re: Confession
![]()
Re: Confession
![]()
Re: Confession
bibi! munaQa bahut achi cheez hoti hai… jaa kar kissi baRay saY poocho…![]()
Re: Confession
khameera - e - Gao zaban ki hamsheera hoti hay munaqqa ![]()
Yar why there is no Khameera - e- Bhainss Zaban ![]()
Re: Confession
yeh kaisaa sawaaL hai.. iss sawaaL kee bhaiNs kee aaNkh ![]()
Re: Confession
zyada sofasiticlated loog Bhains ki Poonch bhi kehtay hain
:moderator wali smily:
Re: Confession
tou app hain nah CAFE kai BARAI batain nah ![]()
Re: Confession
naheeN yaar! yahaaN mujh saY bhee baRaY baRay mojood haiN ![]()
Re: Confession
for example:hoonh: abb bata bhi dain anwar bahi:naraz:
Re: Confession
Kish Mish BaRi ho kar MunaQa bun jaati hai :halo:
Re: Confession
^
aur anwar bahi barai hoo kai anwar uncle baan jatai hain:p
Re: Confession
MunaQa aunty ![]()
Re: Confession
^
behan ko aunty kaitai howai sharam nahi atti:smilestar:
Re: Confession
mujhay to kuch samjh nahi ara *masoom se shkal banaing *
Re: Confession
Baat yo hai, ek aur Forum pey ye haal tha,
sub logoon ke kehiin IDs thay.
Jab mazhab pey guftugoon hoti thi,
tau sub loog **KNIGHTS **bantay thay…![]()
Jab Romance kartay thay, private mein:naraz:
tab kuch ziada hi sharif bantay thay Forum mein..officially…
Yaad aaya, ke GLOBAL Moderaters aur ADMIN,
vo SAHRE KE SAHRE private messages phartay thay…![]()
They have such FUN behind the veils. I would get red ears
at times for the made up dramas in public. Anyway, hey,
there are NO wrong questions ![]()
SIRF mirch masala kind of replies…![]()
Enjoy Guppies…