Completed 999

Re: Completed 999

but please is dafa koi Mardana nick rakhiay ga, warna future mein b ham jaisay log aap k nick say dhoka kha kar flirt karnay ki kosish kartay rahay gay :)

Re: Completed 999

:hehe: toh flirt karnay say baaz aaja-o aur kisee say nikah parhwalow na.

Re: Completed 999

Nikkah k baad flirt nahi ho sakta na is liay nahi parhwata :slight_smile:

Re: Completed 999

:D I understand.

Re: Completed 999

koi zaati tarjarba to nahi ? k nikkah say pehlay jee bhar kar flirt hota tha aor ab "yeah kia museebat galay par gai hay" :D;

Re: Completed 999

:omg:

Re: Completed 999

yeah eik aor dil jala aya :smiley:

Re: Completed 999

i dont know anything, nor i m dil jala. inshaAllah. look at my signature.

Re: Completed 999

and you also read my signatures :D

Re: Completed 999

i knew.

Re: Completed 999

Amman , abba jotion k dar say kabhee uss key galee ka rukh bhee nahi kia. :hinna:
Hamesha sharafat key zindagee guzaree.

Re: Completed 999

waisay kabhi kabhi mein serious b hota hu to log mairay signatures ki waja say yaqeen nahi kartay. pata nahi isay faida kahu ya nuqsaan :slight_smile:

apnay amma, abba ya us k ?

aor bhai sharafat ki zindagi bus wohi guzarta hay jis ko kabhi moqa nahi milta. mujhay samajh aa gai, aap ka b kabhi dao nahi chala ho ga :smiley:

Re: Completed 999

u kay dono hatho main laddo hai na. jab chaha signature change karlo, jab isko use karlo. :@:

Re: Completed 999

nahi na, phir sara maza kharab ho jata hay. aor waisay b i like consistency.

Re: Completed 999

lol

Re: Completed 999

daikhay na, aaj say 10 saal pehlay b mein 18 saal ka tha aor ab b 18 ka hi hu :)

Re: Completed 999

meera bhi 10 saal pehlay 18 ki thi aur ajj bhi

:rotfl:

Re: Completed 999

magar meera 18 ki honay ki waja say jitnay paisay eik din mein kama laiti hay mein eik saal mein nahi kama sakta :frowning:

Re: Completed 999

ha ha

Re: Completed 999

bhai yeah hansnay ka nahi, ronay ka maqam hay.