Mujhe Aarzoo Thi Jiski Woh Payaam Aa Gaya Hai
**Mere Dil Ki DharKanon Mein, Tera Naam Aa Gaya Hai
**
Yeh Kahan Naseeb Meray Ke Tu Aap Chal ke Aata
Koi Jazba e Muhabbat, Mere Kaam Aa Gaya Hai
Mujhe Kar Gaya Hai Ruswa, Tera Be Rukhi Se Milna
Jo Chupa Tha Raaz Dil Mein, Sar e Aam Aa Gaya Hai
…
(Mala singer in movie Naila. Very nice poetry and music with combination of Sitar and Tabla. Picturized on Shamim Aara)