Re: comment
**ise kahte haiN:
ya'nii raat bahooot thii jaage, subHo huii aaraam kiyaa
ham aajkii dunyaa ko dekhte haiN kal kii dunyaa ham se ojhal hai magar aqlmand vohi haiN jinki nazar aanewaale kal par hai...Allah ham sab ko hidaayat de...aameen**