Comment on the person above`s avatar.

Cadet sahab ka taste achcha naheen lugta mujhay ajeeb ajeeb say avatar lgatay hain. Sorry. Jo kahoon ga such kahoon ga such kay siwa kuch na kahoon ga.

Ub tuk kay posteron main mujhay apna aur Esix ka avatar achcha laga.