Re: Come and Share ......... URDU Proverbs U know.
Jiss ki laathi usski bhains
Saanp ka kaata rassi se bhi darta hai
Rassi jal gaiee parr bal nahin giya.. lol
Khalee demagh saithan ka
Ghareeb kee jooru sab ki bhabhi/bhawaj
Ultay baans barailee ko
No naqad na tera udhaar
Dhobi ka kuta na ghar na ghaat ka :D
Kutay ki dum teri hi rahay gi
Aik karela doosra neem chirha
Naqaar khanay mein toothi ki awaaz
Ishq aur mushq chupaey nahin chuptay...
:D :D :D