Coffee or tea?

Re: Coffee or tea?

han isii liye to peetaa huN bachpane se…meraa rang bahooooot goraa thaa aur hai…itnii chai pee phir bhii goraa kaa goraa hii hai…sochtaa huN k kuchh an sahii to kam se kam apnaa “muNh hii kaalaa” karvaa luuN…sunaa hai laRkiyaaN saaNwalaa/kaalaa rang pasand kartii haiN :cb: :smiley: