Re: clean ur inbox
ek pal koi chain se na raha jab laga yeh ishq-e-marz;)
Re: clean ur inbox
ek pal koi chain se na raha jab laga yeh ishq-e-marz;)
Re: clean ur inbox
**
Ammiiiiiiii… :love:**
Re: clean ur inbox
shkkki massi yeh smily JL munnay kay liyay use karna haram hay…
ub yeh munna bara ho gaya hay
Re: clean ur inbox
Mujhay is ki dawa bhi aati hai.
Re: clean ur inbox
i don’t have any chaadar shaadar… khochay woh sirf peshawar janay kay liyay kam aati hay ![]()
Re: clean ur inbox
tou q aisay ganday logon se rabta rakha huwa hai:p
.
.
.
.
shiki: tumhe kia cheez ya kis cheez ki khushbu ati hai mujhe mai se:hoonh:
Re: clean ur inbox
Munna jitna marzi bara ho jaye, merey liye hamesha munna hi rahey gaa
Mujhe aaj bhi woh first picture yaad hai jo ussney post kee thee aur ussmein cute sa munna lagg raha tha ![]()
Munney tum barey ho gaye ho ab ![]()
Re: clean ur inbox
**
Meri khala…
**
Re: clean ur inbox
tou mera ilaaj karo na yaar;)
.
.
.
.
shiki: m sure yaad nahi hogi kaunsi pic post ki thi maine:hoonh: (unless search karnay na baith jao ab:p)
Re: clean ur inbox
JL: ub GS kay palay palay guppies ko ganda to na kaho… ![]()
or shikki massi ko tum may say tumhari natural khusboo atti hay … woh jo nahee gareeb kay khushk honay say phelay wali masal may use hota hay…wohiiiiiii ![]()
Re: clean ur inbox
Yahan per yeh use kerti how fir? ![]()
Re: clean ur inbox
^
![]()
Re: clean ur inbox
i knew it kay tum aesa hi koi kam karo gay… may nay mana kia tha yeh raaz raaz hi rakhna …![]()
Re: clean ur inbox
gupshup par kaun pyaara hai?? ![]()
yehi khushbu shiki ko app mai se bhi ati hai pooch lena uss se;)
Re: clean ur inbox
piyari to may hoon or piyara … ![]()
or JL shikki massi ko may nay kabhi itna free nahee kia
tum to khamkha sab ko free kar letay ho ![]()
Re: clean ur inbox
Perda issi liay hota hay. Fikar kee baat nahi, chupa howa hay. Apnay hein saaray.
OMG: ![]()
Re: clean ur inbox
Yeh kia khushboo ko ley kar beth gaye ho. Ussey drawing room mein bithaao aur kaho hum abhi aaye ![]()
Re: clean ur inbox
Woh khushboyen songhta phirta hai..
Sounds like a Dog.![]()
Re: clean ur inbox
shikki massi phelay us ka name to pooch lain ![]()
wesay jis ki baat ho rahee hay woh MISS PASEENA HAY…kia milna pasand farmain gay app in say ![]()