Re: Clean Slate …
** I dunno :(**
Re: Clean Slate …
what happened?? ![]()
did not you read what he said… I am twisting the words and I am very good at it… ![]()
when I say buri baat, am I twisting the words
?
Re: Clean Slate …
i don’t know but i am
msn per jawaab bhi nahi diya ab to bilkul nahi boloon gi:naraz:
Re: Clean Slate …
ab mein naraaz nahi hoon zara ro ker dikhao naa:blush:
Re: Clean Slate …
mairay ronay say tum ko kia faaida ho ga - haan ![]()
rotay hain hamaaray dushman ![]()
Re: Clean Slate …
Such a COLD ju hoonh
yeh tab howa jab main howa … jab main nay kaha kay ayoo yahan
aur you nay kaha nai aati yahan …
you nai ayeen …
you nay I ki baat nai maani
and I ko naraz kardia …
ab manaooo … jaldi shabash …
Re: Clean Slate …
.. and how did that happen ![]()
Re: Clean Slate …
CB hiyaan sey howaan awein mein nai aati. Red Carpet hona chahyie, Concord hona chahyie aur accessories etc etc.
![]()
![]()
Re: Clean Slate …
faida hai naa pata chal jaaye ga tum ne hamein miss kiya ya nahi ![]()
Re: Clean Slate …
jab koi baat bigar jai
Jab koi mushkil aa jai
Tum rona dhair saara
Ho Cartooon Nawa :-p
Tum jab roti ho
Arz kia hay
Tum Jab roti ho
to …
Meray Qeh-qahay nikal jaatay hain :s
Tum aisi q ho ?
Tum aisi q hojati ho rotay howay ? :s
Re: Clean Slate …
Why is this morning going so slowly ![]()
Re: Clean Slate …
laalchi log ![]()
Re: Clean Slate …
to kyoon nahi kiya thaa ![]()
Re: Clean Slate …
^-- apni photo q post kardi aakhir main ? :-p
Red Carpet ?
Peela carpet, uss par Paan ki Laal Laal peek thook thook kar laal kardoon ?
Concord ki bajai Honda 50 bi-cycle bhaij doon ? thandi hawa khaati howi aajana :-p
*etc *main kia bhaijoon ? ![]()
Re: Clean Slate …
nai miss kia ![]()
miss karnay ki baat kia thi. tum kia toofaan mein phuns gayi theen kia :halo:
Dada Abba: yea sub mairay husn-o-jamal ka raaz hai :Pretty:
Re: Clean Slate …
yea photo →
CB ka logo hai
kuch logs kitnay ghareebs ghareebs hotay hain - baichaaray
third world country kay chotay chotay log, paan khaatay howay cycle chalatay howay ghunti maartay jaatay hain.
Re: Clean Slate …
I wasn’t here for so long and no one was even bothered ![]()
3 Stars… ![]()
Re: Clean Slate …
Husan and Jamaal bhi hain sath main? :s
Kahan chupa rakha hay bhai ? nikalo ussay , saamnay lao, Coca cola pilaingay un ko bhi ham
lao na saamnay unhain bhi …
Lady Diana jab meray pass ati thi, to main kuch aur tareeqay say unn ko recieve karta tha ![]()
lekin ab tp aap arahi ho :-p
CB ka logo ? yeh to Bandar Carporation ka logo lag raha hay :-p …
waisay sahi rakha hay ![]()