Re: CHUPKALE * Lizerd * - eek -
Yar chupkali bhi aik insaan hay :-( uss kay seenay main bhi aik dil hay dharakta howa...
uss ka khoon bhi laal hay jo behta hay to jamm jaata hay... uss kay bhi ehsaasaasat aur jazbaat hain... please Chipkali say itni nafrat na karo :-(
kabhi kisi chupkali kay pass jao aur piaar kay do meethay bol to bol kar daikho... phir daikho wohi chupkali k\kay jiss kay liay ap kay dilon main itni nafrat hay...kaisay ap ko apna dil daiti hay...apna sab kuch qurbaan kar daigi ap k liay...
kabhi... kisi din araam say aik konay main ukroon baith kar sochna k agar ap kabhi Chupkali hotay aur koi ap kay sath itni nafrat karta to...:-(
I love chupkali yummy