CHUN Thread....

Re: CHUN Thread....

mere sir main bohat dard ho raha hay crying

Re: CHUN Thread…

itni qadeem batain bhi yaad rakhti hain aap :bummer:

Re: CHUN Thread....

kiyoon PG :(

Re: CHUN Thread…

:smack:

maiN kuch dino k ley bahir kya aaya… tum ne tu ghar ka satya naas kar dia… chalo dont worry will be back soon.. :hug:

Re: CHUN Thread…

ab galaa hota tu mai dabanay ki offer kar daiti
chalo koi baat nai. Baqi log hain na yahaan :chai:

Re: CHUN Thread....

aww ... : Panadol: chai doon garma garam Pg ?

Re: CHUN Thread…

lo. mujhey tu yea bhi yaad hai kay mai nay Raja Daahir ki army ko kaisay chun chun kay maaraa tha :shikari:

Re: CHUN Thread…

hain, chun chun kay maara tha ?
q uss ki army main ‘Jowain’ theen kia ? :s

waisay phir to yeh bhi yaad hoga k jab aakhri dafa paida bowi theen to kitnay saal ki theen ? :s

Re: CHUN Thread…

bilkul… ye tu bouhat tareekhi waaqeya hai… aik foji k jaib se paper nikla thaa jiss pe likha thaa

Bus nazroN se hi daikh liya hota agar tamanna thee darane ke
hum youNhi mar jaaty, kya zaroorat the muskurane ke

Re: CHUN Thread…

haan na. yaad nai :smack: k jowien maarnay ka contract aap kay paas tha.

jub hum paidaa howay thay tu hum yehi koi baali umariyaa kay tha bus :clown:

Re: CHUN Thread…

:omg:

Re: CHUN Thread....

ohhhhhh. tu wo aap thaaaaaay ju darakht say bandhay howay sub kuch daikh rahay thay

Re: CHUN Thread…

haan contract tha, lekin see hamari zinda dili, k kuch ko chor dia :wink:

baali umaria ? :s aap kay potay, potian ab aap k sath rehtay hain ya alag ? :clowned:

Re: CHUN Thread…

:emmy: tu kyon chorRa tha.
daikh liyaa na k ab wohi govt. mein aa gaye hain :smack:

sub potay, potian saaath hi rehtay hain. bulkay nawaasay, nawaasiyaan bhi mairay paas hi hain. Hum Saath Saath Hain

Re: CHUN Thread…

sab saath rehtay hain, aap kay ??? hosla hay bara (unn bachon ka) :wink:

Re: CHUN Thread....

bus kia bataaein :)

barRay hi achaaay bachaay hain. mairi saari harkaat ko barRi khunda-paishaani say bardaasht kartay hain

Re: CHUN Thread....

haan beecharay bachay bhi na, lekin aap un ko koi Crtoon magzine channel laga q nai daiteen ?

kuch to farq parayga na :-p

Re: CHUN Thread…

array cartoon channel ki kia zaroorat hai :halo:

mai hoon na

Re: CHUN Thread…

isi baat ka to rona hay :s

waisay hamain bhi daikhna hay Cartoon magzine, can we see it ? :-p

Re: CHUN Thread…

Sure. why naaaat

go and check the mirror :phati: