Re: ChoTay Bhaiiiiiiiiiiiii
Khayal hai, lekin samdhan jee I think facebook member nahi hain, isliye unhe shayad na pata ho ![]()
Samdhan jee, aap hansti hui kitni achi lagti hain
Aapkey daant buss kaaley ho rahey hain (the stage after yellow and red). I recommend hussain manjan.
Tumhe bari khushi ho rahi hai?
She’s busy studying for her final tomorrow so I won’t bother her. Aur jahan takk drinks ka sawal hai, mein aur EMM sab halal haddein paar kar chukey hain ![]()
**EMM KI BACHI!!! **tez aur MEIN?!??!?!?! ![]()