Chor Aye Hum Woh Galiyan...

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

berhi bee, yeh i guess kissi song kay beech may aata hai.. Ghulam fareed ki shairi hay.. shayad kissi soofiyaana kalam ka hissa hai..

i think jawad ahmed nay gaya hay ya pata nahi kissi nay is ki shayad qawwalli banaayee hai… ab its been such a long time.. i dont exactly remember! :slight_smile:

hmm i think yeh dooja nahi agla hi hai :blush: .. jis nay sikhaya hay us ko pata chal jaey to mujhay danday maaray gi!! :cb: :smiley:

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

haaaaaiiiiiiiiinnnn?? :naraz: yeh kis qisim ka ilzaam hai? Kaisa gift, kaunsa gift, mainay to dekha bhi nahi :snooty: aur mujhay to kissi nay bhi budday pay dia bhi nahi :teary1: :bummer:

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

baroon sai aissai baat kartai hain:smilestar: yai seekha hai khaala sai:smilestar:

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

MBA tou mai nai kiya hai:blush:

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

Lagta tu nahi :halo:
Kahan say kiyaa thaa ?
GIBA say ? Guppy institute of Bijniss Adminstrashan ?cb:

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

:kursi: kiu nahi lagta:snooty:

nahi uder sai tou app nai MBBF ki degree lee hai:p

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

Aap nay MBA Master in* B**iting n Attack* kiya hay shayad..:cb:

3Me…Chalo ab jaldi say GIFT do baerhi bee ko warna buhat maar parray gee :smilestar:

SarraModel87…Haan pitaai karnay ka shauq hay ..aap ko pitaii lagaon :smilestar:

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

haan tumarai aur uncle kai liyai mai nai khaas yai bhi degree lee hai:p

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

Aap Biology padke computers me kaise aa gaye

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

yai tou inn ka kamaal hai haar ulta kaam yahi kartai hain:hehe:

Re: Chor Aye Hum Woh Galiyan…

Khan saab aap kaha hi