Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
Mairee dukan pay udhar nahi millay ga ![]()
![]()
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
Mairee dukan pay udhar nahi millay ga ![]()
![]()
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
Uncle Stalker nay Farmaaya,
This is a very well known urdu mahaVra
Jaahil samjhaa huvaa hai
Everyone who speaks urdu knows that ![]()
**My question is **
IttaY baRaY ho gaYe aur abhi tukk question kartaY pirtaY haiN ![]()
where is the rest of the JhaaRoo ? ![]()
Jub aik aik kar kaY choR kee DaaRhiyoN maiN saY tinkaY jamaa ho jaaYeN geY tau unn ko milaa kar jhaaRoo bhee banaa laiN gey:snooty: itti jaldi kiyaa hai??? Bhabhi nay aap par kub saY IstemaaL naheeN kee :aq:
![]()
kahaa thaa inni ziadah chaaYe naa pijiye… ho gayaa naa reaction…
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
I’ve the rest of the jhaarRoo ![]()
![]()
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
AQ nay farmaya
Blah Blah Blah - Bulla - Bulleyaa _ kee janaa main Kaun
*Iss ka jawab main tumhain 27 november ko doon ga
*
** IttaY baRaY ho gaYe aur abhi tukk question kartaY pirtaY haiN
**
Question karna koi gunah nahi hay
aur shanakhti kard bann janay say insaan baRaa nahi ho jata ![]()
**Bhabhi nay aap par kub saY IstemaaL naheeN kee
**Woo vacuum cleaner use karti hain ![]()
CB nay farmaya
** I’ve the rest of the jhaarRoo
**Let it rest with you - I will call you when I need some cleaning done
![]()
**
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
phair marey koloon taame nai hona jay. hoonney daso :desimunda:
by the way, whats on 27th Nov
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
o thanks. my calenderial education sucks but now I know
ok so what is it on 27th Nov. You can tell me - am very trustworthy
![]()
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
I am comming out of hibernation
![]()
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
thats too early - shouldn’t you come out in March ![]()
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
I follow my own Stalkerian calender ![]()
![]()
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
Uncle Stalker nay Farmayaa:
AQ nay farmaya
Jub maiN FarmaanaY lagooN tau, adab kaY saath haath baandh kar khaRaY ho jaayaa kijiye ![]()
Iss ka jawab main tumhain 27 november ko doon ga
kiouN 27 Nov ko ‘buleyaa’ bataa de gaa kaY aap kaun ho:hoonh:?
Question karna koi gunah nahi hay
aur shanakhti kard bann janay say insaan baRaa nahi ho jata ![]()
haaN! aap kaa Shanaakhti Kaarad tau nurse naY haath maiN pakRaayaa thaa naa:naraz:… mujhaY tau shuk hai aap naY shanaakhti kaarad kee jagah, nurse kaa haath hee pakaR liyaa ho gaa ![]()
Woo vacuum cleaner use karti hain ![]()
aap bardaasht kaisaY kar letaY ho :(?
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
tu computer kia aap kay bil mein hi hai
thats weird
not you in hybernation but the computer being in there
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
![]()
unkil mein bhi paise doongi na:chai:
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa …
KiyA Woh TinkA JhaaRoo Ka Hee Tha ya Phir …
Re: Choor ki DaaRhi main tinkaa ...
yeh muhawra darhee kay size kay hisab say hay
agar chotee darhehe hay to tinka niklay ga
agar barhe darhee hay to jharoo niklay ga
app kion preshan hain ...app ki to monchain hain to us hisab say say machis hee nikal saktee hay
shukriya