Re: Chirya Chira
![]()
Re: Chirya Chira
![]()
Re: Chirya Chira
app kay bolnay walay cell khatum ho gaye ? charge ur bettry then
Re: Chirya Chira
For guys..
surriya kee gurriya nahanay lageee
nahanay lagee doob jaanay lagee
baree mushkilon say bachaya ussay
kinaray pay main khainch laya ussay...
now thats a HERO:D
Re: Chirya Chira
Surriya ka ya surriya ki guriya ka?
Re: Chirya Chira
ah per ik or bat bhi ho saktee hay woh lateefa sunna hay
ik admi doob raha hota hay ..itnay main dosra admin paani main koodta hay or us ko bacha ker lay ata hay ..sub bachany walay ko shabash daitay hain k kitnay bahadur ho kissi hero ki terah !
to Hero bolta hay > theek hay theek hay lakin pehlay yeh bataon mujhay paani main dhaka kis nai diya tha
Re: Chirya Chira
..haan sunna hay
Re: Chirya Chira
wake up its school time
Re: Chirya Chira
:D
kioon mera thread hay...:(...chir kioon gayay
Re: Chirya Chira
naheen its neend time…is kay baad neend aa jatee hay is liyay aagay naheen aata:)
Re: Chirya Chira
ok … ya casper is kinda cute