Re: --- Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
aq,
this is not a good gesture. it is racist. dont you think?
turn into pakistani helva
a pakistani included.
how would u like this?
this is disappointing, no?
best,
dushwari

aq, this is not a good gesture. it is racist. dont you think? turn into pakistani helva a pakistani included. how would u like this? this is disappointing, no? best,
dushwari
yeah ur rite! btw wat u like to eat?
Re: — Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
How cum i didn’t know how to make halwa? ![]()
Re: — Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
u knw how to make hulwa!! good! btw give me the recipe ![]()
Re: --- Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
mujhay chinese nai aati na :-((
i do knw some words in chinese!!
like to say hello we say NIHOW,
To say thnks u, we say somethingg like chetse.
:D
[/QUOTE]
How interesting, any other chinese words??????????
Re: — Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
Anwaar aap bhi na pata nahi kya kya boltey rehtey ho ![]()
Re: --- Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
:biggthumb den i will have a chinese accent!!!! lol
You think you've the chinese accent, that's great.
Re: — Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
depends on the perception and the forum you are talking about it.
The same people who are riled up against these kind of stuff are quite amused and happy to see more worst racists stand up comedy of Mancia or Russell Peters or even on “The Comedy Central” … tells us whole lot about the mindset of people who live in this culture and society where anything that is “insulting” is supposed to be comedy.
Having said that, if you change it to Pakistani, I will say I would like it hot and spicy. :k:
Re: --- Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
^ so it licences that u go ahead it practice?
i understand what you mean by what forum for it to be in.
but regardless of that.
in any event.
best,
Re: --- Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
Aww AQ ko ab khoob guna milaiga ...
AQ yeh tu nay kia kardia yaara ... Yani kay Chinese ko Ubaal daala... Oee maa...
Waisay baray hi racist ho yaar, Fry hi karna tha to kisi Pakistani, ko kartay ... kitna chat-pata Halwa banta na ... ya phir kisi French ko kartay, gora gora halwa banta ... nai French Fry nai balkay French Halwa, ...
Baray hi 'wo' ho tum AQ ...
Acha see you soon in the jahannum ... main chalaa bahbye... Khat and email kartay rehna... Garmi ziaada hogi wahan, to Rooh-e-Afza sath rakh laina ...
Re: — Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
^
![]()
abhi tuk halwa tayyar kyon nai howa ![]()
Re: — Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
Will be ready very soon then you can have some.
Re: — Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
Sure!!!look out for it o.k
Re: — Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
**
muntiq kay asool kay mutabiq woh cheezain jin kay darmayan manafaat payee jayee un ka ik sath jama hona namumkin hay
app ki dish ghair qanoone hay …snooty is per app ko saza ho saktee hay smilestar**
Re: --- Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
^-- Saza kay torh par AQ ko usi Chinese ko khila dia jai ...
ps:
**Pg: **Where the Janna't are you these day?
Re: --- Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
AQ uncle aap ne garam masala pehlay kyun dala ..........woh aakhirmain nahi dala jata?
Re: — Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
bus jee bohat dukh bharee kahanee hay ..chaddo parray
Re: --- Chinese Halwa banaanaY kee Tarkeeb
bus jee bohat dukh bharee kahanee hay ..chaddo parray
Agar bata dogi to kia dukh kay paimaanay main kami aajaigi aap kay ? do qatray samandar say nikaal liay jain to samandar ko koi farq nai parhta ... main aap say waada karta hoon kay aap kay dukhoon ko amaanat samjh kar gamlay main saja kar rakhoonga... aur rozaana unn main paani aur khaad daala karoonga... kabhi murjhaanay nahi doonga ...
bass aap daikhna kay kuch hi din baad yeh dukh mazeed chootay chotay dukhhon main badal jaingay ... jab yeh bohat saaray hojaingay to main aap ko yeh sab aik sandoooq main baandh kar bail gari kay zariay aap kay gaooon bhijwa doonga, phir aap in ki aik dukaan khol laina...
main aap k a Hamdard dawakhana hoon sachi muchi... aap please bataiyay to sahi kay yeh dardia daastaan-e-Gareeb Gurbaa ki haqeeqat kia hay ? :-(
main sunnay k liay bay-taab, aftaab, mehtaab and etc hoon ...
Faqat aik Dada Abbaa Khan Sahib --- Karachvi - USA vi and etc...
sunnay ko bay chain...bay qaraar and wagaira wagaira...