subha uni ke liye ammi uttha tien hain, abhi tak alarm se utthne ki aadat nahi hui hai
and kabhi parents ke saath hun grocery karte waqt to apne fav chips aur chocolate bars aur milkshakes zaroor trolly main dalti hun
:sid:
aur haan dinner ammi ka banaaya huwa khaati hun, abhi tak cooking nahi aati mujhe