Re: Chief Justice
ab to apnay pattay bhi hawa dainay lagay … yeh na howa kay protest kartay waqt hamara bhi naam lay laitay sigh
Zindagani ki Shama,
abb iss umar main hamain CJ bana kar q ruswa karwaana chahtay ho bhayya ?
kiaa bigaara hay ham nay iss mulk and qom ka ? :s
suna hay kay policiay Coat ko khainch and ghaseet kar lamba kar daitay hain, agar aisa howa to main apnay Coat-e-wahid ko kia moonh dikhaoonga ? :s
mera coat mujhay lota do judge sahib …