Re: Chicago Guppy Meet - May 12-13
yeh dada insaan aik number ka rondhoojal kukra hai, jahan mein nay post kiya..bhai sahab ronay dhonay pohonch gaye, mohallay ki uaa ki tarah tanay detay huay or jal kukri parosan ki tarah tanqeed kartay huay.
yaqeen naheen ata, go back and see what sarkar has been doing in the last 3 weeks.
itni nanhi si jan hai, uss par har waqt ka kulasna…kyun meri jaan kay ilawah apni jaan ko hitler ho raha hai. shabaash thand pa, blood pressure neechay kar, khush reh…positive soch, InshaSllah afaaqa ho ga