Re: Cheeni kitne chamach!
MASHALLAH bohot zaheen hein aap… Sahiwal ki mithai punjab me balke puri duniya me mash’hoor hai ![]()
Iqbal Sweet House…
Bhaiya actually hota ye hai ke kisi mithai wale ka kuch mazedar hota hai to dusre ka kuch… but Pakistan me ye wahid mithai wale hein jin ki aik se barh ker aik cheez BOMB hai… and ye koi choti baat nahi ![]()
baki bhi hein.. but ye best hai.. inki 13-14 branches ban gai hein ab different cities me…