Chat

Re: Chat

doodh walay :hoonh:

Re: Chat

:rotfl:

ok that was funny:hehe:

Re: Chat

:stuck_out_tongue:

yaar..yeh firefox mayn yeh rotfl wala smilie itna tezi say roll hota hay keh bass :smack:

Re: Chat

dil par loT-taa huvaa lagtaa hogaa naa;) ?

Re: Chat

dil par bull-dozer roll gaye…yeh to phir bhi aik smilie hay…kahan pata chalayga :rolleyes:

Re: Chat

awwwwwwwww :flower1::frowning:

Re: Chat

:smack:…aysa thobda bananay ko nahin kaha tha :stuck_out_tongue:

Re: Chat

wohi loug duaa kar gaye
RifaaqataiN jo Neelaam kar gaye :flower1:

Re: Chat

tashreeh plz :halo:

Re: Chat

yaar apnay sher ki tashreeh karnaa shaa’iroN kay liye kuch mozooN naheeN samjha jaataa literature maiN:D

Re: Chat

zyada syanay na banyay :snooty:

yeh aap ka sheyr hay…good good :k:…

accha yeh bata dayn…keh…rifaqatayn kya hota hay :halo:

Re: Chat

Rafeeq = Saath dainay walaa, dost, friend etc
Rafaaqat = dosti, saath, friendship :cool:

Re: Chat

chat!!..i've never there for ages coz of login problem too..

Re: Chat

jo log dosti ko neelam kar gaye…woh dost to na huay na…aur jo log dost na huay…woh dua kyon karayngay bhala…aur jo log dua kartay hayn…woh to dost hi huay na…:konfused:

Re: Chat

i think it’s too deep for you:bailan:. you don’t see the irony:crying:

Re: Chat

acchay :teary1: