oopar jaise video emn dikhaayaa gayaa hai...maiN ne bachpane emN karigar ke saath bunii hai palang...i KNOW how to weave these khaTitaas with baan :)** i've a skill and i can't starve, iA **:)

Magar aaj kal charpi ka reewaj hi nahi. I mean log buy hi nahi karte.

India ke gaaoN meN to aaj bhii vaisa hii ruivaaj hai jaise pahle thaa. pichhli baar jab maiN India gayaa thaa apne gaaoN to maiN khulle aasmaan tale khurrii chaarpaaii pe leT kar puraane waqtoN kaa lutf liyaa...khurrii means baGhair kisii bistar ke...directly on the baan.

Oh Acha ab samjhi.
vaise, palang ke liye muKhtalif naam jo liye gaye haiN is laRii meN vo sirf nama hii nahiiN haiN bal k un naamoN se muKhtalif aqsaam kii palang muraad hotii haiN...waqt milaa do ek roz meN to tafseelaat raqam karuuNgaa iA :)

Chalen theek hai App pics bhi post kejiye ga names ke sath.
u mean apne ghar kii? lol ab itnii personalized pics to maiN nahiiN lagaauuNgaa varna palang pe meraa nishan [body impression jo baan par par jaataa hai] dekh kar log mere baare men bahot kuchh jaan jaayeNge…haN ek shart par lagaa duuNgaa agar koii us pic ko apne reply meN QUOTE na kare to!