Re: charpai/manjee par sona
Bilkul theek farmaya ap nain
Lakarr (wood) wali manjee ke faidey bhi hain aur nuksanaat bhi…
agar ap crowded waairay main soo rahey hain tou phir zeada movement se ap ki strategic position ka pata chal jata hai andherey main bhi… uss ki ek waja ye bataii jati hai ke lakkarr wali manjeeyaan awaazaain bari nikaalti hain… chiknahat ki kami aur khushki ki waja se ![]()