Re: Charhday suraj dhalday waikhay
idea to bura nahi.. per main apni kahoon wo apni kahen.. yeh mujhe kuch typical shadi shuda zindagi lagti hai.. Maza to tab hai jab wo meri sune aur main uski sunoon… hum dono ek doosre ko sunte rahen.. aur zindagi guzarti rahe. ![]()