Re: channay ki dal ka halwa
haN jii, yeh to ‘ghareloo Halwa’ thaa…party ke liye jab Halwa bantaa hai tab ise diamond shape meN kaaTte haiN aur uske oopar chaandi kaa varaq bhii lagaa kar Khush numa karte haiN. ![]()
ammii ko Halwa khilaa kar sawaab lene par merii taraf se mubaarakbaad qubool farmaayeN! ![]()
in Lucknow, chane ke daal kaa Halwa is served to a new daamaad…
…i hope to have a plateful in January, iA. ![]()