chanda

Kon :halo: ?

roti q ho ? :hug:

salam sab ko :wave:

salam :hug::.’

how r u chotuuu ?

acha.. jee .. phir kya boloon .. BAJI TO NAHIN BANA SAKTI NAA :smack2:

aa bhi sakta hai.. app zara dehan rakhna acha :smooth:

kareeb to wo mere aatay hain :smiley:

kuch to brave kaam ,karoo tum :jhanda:
Pakistan Zindabaad

yar yaad to aati hai naa.. inki nahi to unki.. lakin aati to hai.. kabhi app yaad aati hain to kabhi esha :smiley:

lakin mein aap ko baji keh sakti hoon.. aik din choti jo hoon :wink:

mein kiyon dhihaan rakhoon? woh khud rakhey.. :snooty:

ahem, fikar na kero, mein doorr ker k rahoon gi :hoonh: kuch zayada hi huss rahi ho :hoonh:

tou bataien na k koun se kaam :hehe:
:jhanda:

acha jee, kerian phir yaad jee bhar k..:hoonh: aur mujhey esha se compare na kerian.. :smash:

ALLAH ka suhker hey sussan baji app suney :slight_smile:

nahin nahin . aisa zulum mut karin dain .. mazak main bhi :hehe:

wo naadaan hai.. jiss ko dekhta hai deewana ho jata hai :smiley:

theek hai tum door karoo or main kareeb.. or main jeet jaoon gee kyon kay insaan ko pyar apni taraf full karta hai :halo:

oh yar.. tum khud janti ho.. ab zayada munni na banoo :silly:

acha kar raha hoon :love: or esha ko tumharay saath kyon compare karoon gaa :smack2: tum to mere special list main ho :blush: or main kya boloon

hehe acha nahi kerti :hehe:

nadaan hay.. :expressionless: uss ko nadaan nahi kehtay aqalband.. :hoonh:

jee nahi, aap haar jaaien gi.. mein jeetoon gi :snooty:

mein nahi jaanti aur na hi mein munni bann rahi hoon :hoonh:

acha buss theek hay :hehe:

aur zayada nahi yaad kerna esha ko :hoonh:

shukar :halo:

us ko nadaan he kehtay hain.. pyar ka maraa .. baychara larka :blush:

agar mere jagah or bhi hote naa wo bhi yahi bolti kay wo jeet jaye gee kyon kay jahaan say equal love milta hai.. waheen insaan jaata hai.. :stuck_out_tongue:

I am fine insan:hug:..

Vivo N shoby :hula::. Hi shi :blush:..

:stuck_out_tongue:

oh ho ‘pyaar ka maara’ .. bohat tarass aa raha hay becharey larkey per.. :hoonh:

jee nahi, mujhey maloom hay k mein jeetoon gi.. aur mein wajah aap ko nahi bata sakti.. :snooty: samajh main aaya baat..

to phir maloom karoo.. ab sub to main nahin bata sakta naa .. main itna smart bhi nahin :smiley:

chalo maan to liya :wink:

tophir kiskko yaad karoon.. usko jo sirf dukh deti hai or ya us ko jo kuch bolti nahin or ya usko jo kuch karti nahin.. ya kishi or ko :smiley:

hello :wave:

aur thread ka hasher ho gaya hay … hay na :stuck_out_tongue:

larkey hotay he hain.. taras khanay kay liye :smiley:

chalo aaj shart laga loo kay tum jeetoo gee nahin.. :jhanda:

SUSSAN hi handsome :blush:

its cool :k:..
mujy famous karoo i mean merey thread ko :hula: :halo:…

mein kaisey maloom keroon :bummer: mein bhi itni smart nah :smiley:

jee, bohat pehlay ka maan liya hay :stuck_out_tongue:

jee ussi ko kerian, aur woh jaan boojh ker tou dukh nahi deiti naa.. :frowning:

aur haan ager bohat dil chah raha hai tou madhori ko yaad ker lain ya phir kajol ko :mocking: