chanda

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

haan mil gayee thee.... or haan.. mere bhi mil gayee ho gee.. or kaisi ho? to app bhi US main hai naa :p
[/QUOTE]

yes, i am in united states too.. or PW kyon change kiya tum nay.. :-|

^ haan woh bhi US main hay, jaa ker mil lain..

:rotfl:@ baywaqoof_larki and shoby :stuck_out_tongue: wink wink

Vivoo :hug:.. ur cute :D…

[QUOTE]
*Originally posted by baywaqoof_larki: *

yes, i am in united states too.. or PW kyon change kiya tum nay.. :-|
[/QUOTE]

bus aisay he change kar diya.. haan united states main hoon yar.. or kya karti ho app???

aisa mut kiya karoon na.. achi baat nahi hoti :nono1: or yeh viv jee kon hain.. beechy main aik dum say aa jati hain, or yeh kay tum sub ko bol rahay hoo kay main tum hon or tum main :expressionless: zara free honay ke koshish na karna..warna bhai ko bula loon gee :smiley:

:grumpy:
dekhien tou zara aisey baatien ker rahey hain jaisey bachpan k bichrey hovey abhi milein hain..

jee jee mil bhi lain gay.. app ko kyon pareshani hai.. :smiley: alteast mil to loon gaa na.. koi majboorii to nahin hogee naa :snooty:

:silly:

Sandy wink wink.. :snooty: OIL laga liya SAR par :Pretty:

mein koi bhi hoon, aap apney kaam se kaam rakhein :hoonh: meri marzi kaheen bhi aaon, koi rook sakta hay :snooty:

haan mujhay pata hai sharam aati ho gee :blush: waisay yeh chandi thread kitni achi hai na.. tumhain sandy aunty ko thanks karna ho gaa lakin un ko aunty mut bolna sirf main he bolta hoon aunty un ko.. :hehe: bohat achi hain baychari :silly:

or yeh vivo.. yeh bhi theek hain.. lakin aisay he falto comments marti hain.. or baat nain karti.. zayada free mut bona in say :smiley:

or bhai ko kyon bulaoo gee :blush:

mujhey koi pareshani nahi hay.. aap chahien tou uss se milein ya uss k saath rahein..koi nahi mana kerey ga :snooty:

:eek:
kya mein buss theek hoon aur falto comments maarti hoon.. :teary3: dekha dil ki baat keh hi di aakhir.. mujhey maloom tha :teary3:

ager aisi hi hoon na mein tou aap bhi na free hona merey saath :hoonh:

aray kaisay rakh loon apnay kaam say kaam.. app kyon mujhay bolti rehti hoo hamesha, waisay shobi bohat achay hain naa.. app ko to bohat pata ho gaa :smooth:

:lahol: yeh tum kaisi baatian kar rahi hoo.. tabiyat to theek hai naa..

:teary2: main jaa rahi hoon.. :frowning: mere zarrorat nain yahan par.. shobi app mujh say pm say baat kiya karoo, :stuck_out_tongue:

mein aap ko iss liye bolti hoon kiyon k aap bila-wajah beech main ghus rahi hain :hoonh:

jee nahi itney bhi achey nahi hain.. buss theek hain.. fuzool main tension deitey hain jaisey k aaj di thee :bummer:

mein ne kya ghalat baat ki hay? iss main ghalat kya hay? aur tabiyat theek hay ab..

oh yar.. dil ke baat nahin thee wo .. ab serious mut lay laina :hula: main nahi chahta naa kay baywaqoof larki naraz ho jayain mujh say.. bohat cute hai naa wo :expressionless:

acha .. free na hoon?? :frowning:

shuker hay

bohat bohat shukerya aap k jaaney ka, ab dobara nahi aana..

aur shobii k paas time nahi hota k aap jaisoon ko pm kerta phirey.. :hoonh:

acha bohat hi khayal hay uss ka jiss ko aaye hovey aik week bhi nahi hova :hoonh:

nahi mein serious nahi lay rahi.. :smiley:

aap ki marzi hay :halo:

to naa aoon mian beech main, un ko kishi kay shoulder ke zarrorat hai.. is liye un kay saath hon main, baycharay bohat dukhi hain.

lakin wo mere liye to bohat achay hain, sub say achay, un say acha koi nahin hai :hula: