ab yaqeen aa gaya :(
waisay main itni jaldi batata nahin.. lakin phir bhi bata diya..
nahi ![]()
ye mazak hay..
thaa to wo mazak he.. mujhay kishi nay kahaa thaa kay larki wala nick bana loo.. shayad kuch faida hoo :halo: lakin shayad koi faida nahin… waisay dosri threads dekh kar pata chal gaya kay shayad main nay akur ghalti kee..
![]()
waqaii main? mujhey yaqeen nahi aa raha..
mein soch rahi thee k ye larki kahan se achanuk aa gaye jub mein iss ki baat ker rahi.. ![]()
koun si threads??
to bol deti naa us ko kuch...
koi threads nahin.. aisay he bola thaa
kiya boltee? mein samajh rahi thee k baat barh jaaye gi.. ![]()
mujhey yaqeen aa gaya hay ![]()
ahaan
chalo achi baat hai
![]()
aur ab mujhey hunsee aa rahi hay woh sub soch soch ker..
mein soch rahi thee k bohat taiz larki lagti hay ![]()
waisay main bohat taiz hoon .. lakin app say kum ![]()
jee nahi, aap mujh se zayada taiz hain.. ![]()
haan wo to nazar aa raha hai..
mujhey bohat ghussa aaya tha aap per.. larkoon se zayada free na ho jaaya kerian ![]()
mujehy jana hay.. kul baat hogi
kuch bura laga ho tou sorry ![]()
Allah hafizz ![]()
abhi larkiyoon ko choro main zara.. larkoon ko tight kar doon ..
bohat he he kar rahi theen naa app.. aik min.. abhi main kuch kar raha hoon .. ![]()
kal to shayad naa sakoon .. college hai.. ab to.. thursday ko aaon gaa..
lakin mujhay say sorry ke koi zarrort nahin hai.. main kon hota hon..
Allah Hafiz..
baywaqoof_larki i wonder who r u
..
Hi Vivo
…
hayee oeey ![]()
lakin shhhhhhhhhhhhhhhhhhh ![]()
vivo chali gayeen hian.. un ko mera shararti say baat karna acha nahin laga.. i dont know why ![]()
:..
lol I know
…
waisay main kitna popular hoon.. ab to baywaqoof larkiyaan bhi line marti hain
wah main bhi kya cheez hoon.. waisay baychari vivo ![]()