Chalti Train Main

Re: Chalti Train Main

maiN to filmeN dekh kar waqt zaay’a nahiiN kartaa vo bhii daur-e-jadeed kii filmeN jinkaa na to koi sar hotaa hai aur na pai’r…bas, yuN samajhiye k yeh ‘chuN-chuN kaa murabba’ hotii haiN! :Daap bataaiye k kia huaa thaa/ :slight_smile: