*chalte chalte*

Re: chalte chalte

dada abbaa... lagta hai aj ap achey khaasey mood main hain? wah, wah kya baat hai, kya shair bola hai, kya andaaz hai, mashallah.. Unn ki nazar na lag jaye.

Humain tou un ki hee surat nazar ati hai har wakt
Ghazal bhi khatam ho ghi kanwal bhi murjha ghaye