Re: Chaltay Chaltay…
^ hi laaaaa… thats nice one gypsy :k:
lol now this reminds me of another song, agar aap PHIR SE mind na karain tou arz karoon ?
It goes like :
Sehraa Mein Aake Bhi Mujhko Thikaana Na Mila
Gham Ko Bhulaane Ka Koi Bahanaa Na Milaa
Dil Tarssay Jis Mein Pyaar Ko, Kiya Samjhoon Uss Sansaar Ko
Ik Jeeti Baazii Haarke Mein Dhundhoon Bichray Yaar Ko
Ye Duniyaa…
Yeh Mehfil…
Meray kaam ki nahin …
Meray Kaam ki nahin…
:halo: