Re: Chalo zamane ki khatir ye jabr bhi seh lain
To kiya ye tai hai ke ab umr bhar nahin milna
To phir ye umr bhi kiyun tumse gar nahin milna
Juda to jab bhi hue dil ko yun laga jaise
ke ab gae to kabhi laut kar nahin milna
You never know kub aur kissey apki wo mulaqat akhri mulaqat ho.