Re: chalo tum ko batatay hain !
chalo tum ko batatay hain
kay hum nay zindage kay sab warq lay ker
sabhi satroo'n main likh le hai , tamanna tum ko panay ke
zamanay bhar main shayad katab-e-takdeer kay hathoo'n
meray dil nay likh le hai tumhari chah ke khwahish
tumhari aarzoo'n ka jo ik idraak hai mujh main
kisi main ho nahi saktaa.....
tumhari muskurahat ka jo ik armaan hai mujh main
kisi main ho nahi saktaa ............
chalo tum ko batatay hain
chalo tum ko batatay hai ...........
I am in love with this poem :)
thanks 4 sharing :)