Re: Chalo Phir Say .....
DM . chitte billi say na daro ... woh kaali tu nahin hai .
kiya billi billi yaar
changi bhali Billoo ko billi bana diya hay
Re: Chalo Phir Say .....
DM . chitte billi say na daro ... woh kaali tu nahin hai .
kiya billi billi yaar
changi bhali Billoo ko billi bana diya hay
Re: Chalo Phir Say …
kiya do aankhoon walay andhay hotay hain ![]()
Re: Chalo Phir Say …
Aesay karo, kay boss ka email address mujhay day dow. Mein samjha doon ga
baat samajh rahi ho na
Re: Chalo Phir Say …
yaani khasyaani billi khamba nochay ![]()
Re: Chalo Phir Say .....
mujey lagta hai aapo kalay hain :D
Re: Chalo Phir Say …
yeh lo . ![]()
billi tu cute hoti hai ![]()
Re: Chalo Phir Say …
hahahahahahaha
yeh tu nahin kaha kay nazar walay undhay hotay hain
Re: Chalo Phir Say …
ha agar us key nakhun ketey howey ho to
Re: Chalo Phir Say …
mere pass doggi hai mere karib bhi na ana ![]()
Niyal : jo samajh lo ![]()
Re: Chalo Phir Say …
Main tumharay dogi ko bhi nooch lon gi wo bhi rota phiray ga or tum bhi, galay lag lag kay rona donoo
Re: Chalo Phir Say …
Tumhara naam aaj kal KHAMBA Khan hay???![]()
Re: Chalo Phir Say …
AAAA koi nai koi nai bas
ye moti billi hay:(
Re: Chalo Phir Say .....
abi tu barhanay start kiya hain next month function hay na koi
Re: Chalo Phir Say .....
Aab billioo ka kia function, do mertaba miaooo miaooo teen mertaba punjhey marey aur function khatum
Re: Chalo Phir Say …
Tum ko bara pata hay
kitni billiyun say mun nuchwa chukay ho baalti kay saray dramay yaad ho gaye hain:cb:
Re: Chalo Phir Say …
Ah aab tumhey kia banaoo dukho ki dastaan, is gharib ko to itney dukh milley hain key agar suno gi to mazaak urhao gi, met poochoo kitni billiyun ney andey diyey
Re: Chalo Phir Say .....
agar billiyan kaboo nai aati theen tu panga nai lena tha na
life main change hona maangta yaar,, kisi billi ki jaga choway matlba chohiya pay try karo
better luck next time
Re: Chalo Phir Say .....
life main change hona maangta yaar,, kisi billi ki jaga choway matlba chohiya pay try karo better luck next time
chohiya to dekhtey hi uncle keh deti hain, kissi billy sey introduce kerwao billy :)
Re: Chalo Phir Say .....
chuti ho gai hay daftar band ho ra hay kal karwaon gi
tata