**
Tum naadan ho hum kia kahain
Hum sab sabak hain perh chuky
Laboon pe dill ki baat lao to sahi
Hum na samjhain to barbad howy**
StrangeWorld
Dil k baat jo labon pe laya
Samjho jeeti jang haar gya
Dil hatheli pe rakh k chalna
Koe samajhdari k baat hai kya?
PS:if I make any mistakes, correct me. I'm not good in urdu.
**
Tum naadan ho hum kia kahain
Hum sab sabak hain perh chuky
Laboon pe dill ki baat lao to sahi
Hum na samjhain to barbad howy**
StrangeWorld
Dil k baat jo labon pe laya
Samjho jeeti jang haar gya
Dil hatheli pe rakh k chalna
Koe samajhdari k baat hai kya?
PS:if I make any mistakes, correct me. I'm not good in urdu.
*Chalo aa k ab mana bhi lo
K rothy rothy thak sa gya hoon
Nahi yeh mumkin tum satao na
Mera dill kabhi dukhao na
Sab bina suny jab jan jati ho
Manany main phir kion itna time lagati ho *:p
Satana! dil dukhana! rooth jana!
Phir manana, maan jana,
Mohabbat k is khel mai
Sadiyon se yehi reet hai
Duniya ne teri yaad se begaana kar diya
** tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgaar ke
**********
Hui hai hazrat-e-naaseh se guftagu ji shab
woh shab zaroor sar-e-kue-yaar guzri hai
**********
Aur bhi gham hain zamaane meN mohabbat ke sivaa
raahatein aur bhi hain vasl ki raahat ke sivaa
**********
Woh baat saare fasaane me jis ka zikar na tha
woh baat unk bahut naagawar guzri hai
**********
DostoN us chashm-o-lab ki kuch kaho jis ke baghair
gulistaN ki baat raNgeen hai na mai-khaane ka naam
**********
Mil gaye ho to chalo rasm-e-duniya hi sahi
warna yuN pursish-e-ehwaal se kya hota hai
**********
Gar baazi ishq ki hai, jo chaahe laga do Dar kaisa
gar jeet gaye to kya kehna, haare bhi to baazi maat nahi
**********
Damaan-e-dil ko gulzaar bana rakha hai
aao ek din dekh lo dil-e-pur khoon ka hunar
**********
Kar raha tha gham-e-jahaaN ka hisaab
aaj tum yaad behisaab aaye
har rag-e-khooN meiN phir chiraaghaaN ho
saamne phir woh be-naqaab aaye
**********
Umar-e-jaaved ki dua karte
Faiz woh itne kab hamaare the