Re: chalo me man jati hun
Here you go Jiya ![]()
**
Wo kahty hain hum nadaan nahi
Khud sy hi rothy bethy guman nahi
Perhna likhna hai kiss ko nahi aata
Jo dill ki baat perh le wo koi aam nahi
Wo to perh likh k be sab bhool gaye
Jinhy sachy or jhooty ki pehchan nahi**
- StrangeWorld