Chalo kisi lamby safar pe

Re: Chalo kisi lamby safar pe

**saNwray baal tery ulja kar
thouRi apni shave baRha kar
maily kapRy, ganday jooty
khasta say halaat maiN niklyN

chalo kisi lamby safar pe
haath maiN thaamy haath ko niklyN…**
:lajawab: wah!