Chalaida

Re: Chalaida

what iz u guyzs problem???
whyz youz alwayz turnz everyz threadz in toz cafez threadz???

ps: keep it up
:sunnyboy:

Re: Chalaida

Hum jahan jatey hain ronaq laga detey hain :hehe:

Re: Chalaida

^^Roonaq tau madari aur uss ka bander bhee laga laitay hain
:sunnyboy:

Re: Chalaida

:emmy:

Re: Chalaida

^^waisay hee farmaya tha…aap ko kuch nahen kaha:chai:

Re: Chalaida

App zara mehfil mae ayein huzoooor :jj:

Re: Chalaida

BB bohat kaam hay nanhi see jaan kay pass aaj kaal.... aur hunter daikh kay koon ana passInd farma`ay ga.
is your multi "hunter wali"?

Re: Chalaida

Saddar Karachi main Saint Patrick’s Cathedral ke samne deewar pe jalli huroof main likha huwa hai: Bibi Saima Bengalan - Rishton main rukawat…

maine kaha ye to rishton main rukawat ke liye mashoor hai, iss ke paas kon jae ga

Re: Chalaida

Ronaq to ‘Munni Badnam’ aur ‘Sheila ki Jawani’ wale gaanon main bhi nazar aati hai

Re: Chalaida

bohat saay jahil aur parhay likhay jahil jatay hain apny shreekon kay rishtoon may rukawat kay liay.

Re: Chalaida

lols. Bibi bengalan ki chahne wale shareek