Chalaida

Re: Chalaida

aho yaar double shah saay kaam hai…
ghar 5 kilo ata hai us ko double karwana hai
mobile may 20 rupay ka balance hai…uss ko double karwana hai
cr may gas bohat kaam hai…woh bhee double karwa dou na bhai

aur last…mere salary tau double honi hee chahiay