*chai*

Re: chai

nai ji bohat bohat shukriya lekin suba suba hum darna nai chahtein :slight_smile:

aur rahi baat pik ki jaab aap tasveeren lete hain use mein aapka dimagh bhi nazar ata hai :konfused:

of course yeh time hai sone ka agar muje zaroori kaam na hota to mein bhi is waqt so rahi hoti :snooty:

haan na pata nai konsa rang etc etc lena hai:chai:

ASA:- kya ho raha hai:@: