Re: Celebrity pics
jee haaN, mujhe isi liye hansi aati hai inn par, baateiN bari bari karte hain lakin practically zero hain, awards ceremonies ko properly organise karna chahiye warna faidaa kiyaa…doosrey countries main kis shaan say hoti hain yeh ceremonies aur hamare haaN…![]()