Re: Caught in Cafe…Chupkese
mai over speed cdive karta hoon signz parhna bhool jata hoon:bummer:
.
.
.
.
silently: lazy nahi bhut active hoon nahi yakeen tou yeh dekh lo------>:bash:
:kaboom: ![]()
Re: Caught in Cafe…Chupkese
mai over speed cdive karta hoon signz parhna bhool jata hoon:bummer:
.
.
.
.
silently: lazy nahi bhut active hoon nahi yakeen tou yeh dekh lo------>:bash:
:kaboom: ![]()
Re: Caught in Cafe…Chupkese
pagallllllllll
Re: Caught in Cafe…Chupkese
yehi tou humari baatein hai ![]()
Re: Caught in Cafe.......Chupkese
tum kuch ziada nahin bolne lag gaye?
Re: Caught in Cafe.......Chupkese
:)
Re: Caught in Cafe…Chupkese
helloooo uncleee (darpok
)
Re: Caught in Cafe…Chupkese
abb pachtaaye kiyaa ho’ut
jub chiRyaa chug gaYeeN khet ![]()
Re: Caught in Cafe…Chupkese
acha?? kabhi notice nahi kia maine:halo:
Re: Caught in Cafe…Chupkese
channay ka khet:halo:
Re: Caught in Cafe…Chupkese
muhaavraa thaa:rolleyes:
kiouN muhaavraY kaY peechaY haath dho kar paR rahi ho, khaa maa khaa baY chaaraY muhaavraY kee miTTi paleed ho jaaye gee, jootiyoN maiN daal baTTay gee aur ghareebi maiN aaTaa geelaa ho kar rahai gaa… asiaY moqoN par yaa tau sar par paaouN rakh kar bhaagnaa chaahiye yaa moqa-e-waardaat saY NO Dau Giyaarah ho jaanaa chaahiye ![]()
Re: Caught in Cafe.......Chupkese
hain....itni mushkil urdu....ufffffffffffffffff sharam nahia ti boltay huay....bailan*
Re: Caught in Cafe.......Chupkese
mushkil urdu boltaY huvaY sharam kaa anaa pehli dafaa sunna hai... qasam saY hud ho gayee:o
Re: Caught in Cafe.......Chupkese
wacholleee uncle.....
Re: Caught in Cafe…Chupkese
hawwwwwwwwwwwwww moonh par haath rakhnaY waalaa icon
I am not wachola:(
aur unkil tau maiN bilkul naheeN hooN
![]()
Re: Caught in Cafe.......Chupkese
:-)
P.S: wats wachola? confused
Re: Caught in Cafe.......Chupkese
yeh inhi se poochain...yehi sab larkiyon ko kehtay rehtay hain
Re: Caught in Cafe…Chupkese
kyunke woh ganday uncle hain ![]()
Re: Caught in Cafe…Chupkese
Nice :rotato:
p.s. Sharam karo, aadhi raat ko online kia kar rahi ho, woh bhi larki ho kar ![]()
Re: Caught in Cafe.......Chupkese
loug ghar se nikalne ko manaa karte hain...aap hain ke online aane se manaa kar rahe ho?!