Re: Catastrophic rain & flood across Punjab - all rain threads merged
sirf aor sirf SS is ka zima dar hay us ko phansi par latka do sub maslay hal ho jain giay
IK aor Qadri kao PM aor Sadar bana do sub kuch theek ho jay ga
USA aor baray baray taraqi yafta mulk bhi qudarti afaat kay samnay bay bus hain to hamari kia hasita ?
news paper mein parh kar kah wahan yah hogia woh ho gia kahna asan hay haqeeqat kuch aor hoti hay jo drawing room main baith kar pata naheen lagti hay
bus yah hamari purani aadut hay kah kuch nahen hota to govt par daal kar uss ko galian suna kar baith jao :cobra: